Ayushmann Bharat Yojana 2024 शुरू हुई, ऑनलाइन रजिस्ट्रेशन

By | November 2, 2023

Contents

Ayushmann Bharat Yojana(आयुष्मान भारत योजना) 2024

Desh ke liye kuch karna yahi desh prem hai. Desh wasiyo ke liye kuch khas karna ye desh ke priti schi desh bhakti hai. Bhakti karne ke liye koi odda ho jaruri nahi. Eske liye aap ek chota sa karye ache se kare to aapko bhi desh bhakti mil sakti hai.

Kuch aisa hi moka hmare desh ke khas neta or wit mantri Arun Jetali ne aam bajat 2018 me desh ko diya. Karodo gareeb desh wasiyo ko health insurance ki achi sogat de kar. Ye yojana hai Ayushmann Bharat Yojana.

Esh yojana ka fayda desh ke kareeb 10 karod gareeb pariwaro ko milega. Ayushmann Bharat Yojana me en gareeb pariwaro ko 5 lakh tak ki rasi milegi. Ayushmann Bharat Yojana 2024 me 40 % bhartiyo ko laabh hoga.

Pardesh Sarkar ne esh yojana ka labh sabhi ko dene ke liye kandre bhi bnane suru kar diye hai. Aap chahe to khud bhi desh ke liye apne ass pass ke gareeb logo ko ye baat share kar sakte hai. Taki aap bhi desh sewa me hisse dari kar sake. (हर हर महादेव ))

Ayushman Bharat Yojana

23 September 2018 ko Bharat desh me ek kash sarkari health bima suru kiya gaya. Ayushmann Bharat Yojana bime ka labh un sabhi gareeb logo ko milega jo apna ilaaj nahi karwa sakte. Ya jinke pass jada rojgaar ke awser nahi hai. Or bimari badi aane ki wajah se ilaaj krwane me paiso ki dikaat aati hai.

Aap Ayushman Bharat Yojana 2024 ki sari details yahan par padh sakte hai. Humne aapke liye yahan par official website ka link bhi de diya hai. Jiski madat se aap wahan par jaa apply bhi kar sakte hai.

Latest Update : 

Ayushman Bharat Yojana in Hindi

Yahan par hum aapko esh yojana se judi sari khas baate likh rahe hai. Eske liye humne hindi ka pryog kiya hai. Kyunki kafi applicants aise honge jo hindi me esh yojana ke baare me janna chahenge. Esiliye aap yahan par esh yojana ke jaruri target ko hindi me padhe. Aap Ayushman Bharat Yojana in Hindi me sari details ache se padhe or uske baad apply kare.

इस योजना में दो स्कीमे आएंगी

  • स्वास्थ्य एवं आरोग्य केंद्र (Health & Wellness Centre)
  • राष्ट्रिय स्वास्थय सुरक्षा योजना (National Health Protection Scheme)

Ayushman Bharat Yojana

History

In 2017 an Indian version of the Global burden of Disease Study reported major disease & risk factors from 1990 to 2016 for every state in India. This study brought a lot of interest in govt. health policy because it identified major health challenges which the govt. could address.

A large portion of the population is left out of the Indian health system, which relies on patients’ out-of-pocket payments for care. These payments prevent many patients from accessing health services. In 2018, the Indian government reported that more than six crore Indians are pushed into poverty every year due to out-of-pocket medical expenses.

Ayushman Bharat Yojana Registration

Hum jante hai ke ab aap ke man me esh yojana se judne ke liye idea aa raha hoga. To hum aapko yahan par eske registration ko lekar kuch khas baate likhte rahenge. Aapko btade ke esh yojana ka fayda sirf gareeb pariwaar hi utha sakte hai. To aap jab Ayushman Bharat Yojana Registration karne ke liye official website par jayenge. To website ke upar registration ka option aapko milega. Wahan par aap apna registration kar payenge.

Ayushman Bharat Yojana Website

Yadi aap esh yojana se judna chate hai to hum aapko esh jagah par esh yojana ki official website ki jankari de rahe hai. Aap esh website par jaa kar dher sari details khud bhi padh sakte hai. Ye website hal hi 23 sept. 2018 ko launch ki gai hai. Esh website par aapke sabhi sawalo ke jawab bhi aapko milte rahenge. Aap Ayushman Bharat Yojana Website par jaa kar ache se details le or apply kare.

  • www.mera.pmjay.gov.in

Ayushman Bharat Yojana Helpline Number

Jab desh ki itni badi website launch ki jaa rahi hai. To hum aapko esh website se jude number ki jankari bhi dena chahenge. Taki aapko yadi website par kuch samajh naa aaye to aap direct number mila kar sab kuch jaan le.

Aap Ayushman Bharta Yojana Helpline Number ki madat se koi bhi aisi baat jo samajh naa aaye ushe puch sakte hai. Aap ki puri madat ye helpline number karega. Aap chahe to humse bhi comment karke baat puch sakte hai.

  • Helpline Number : 14555

Ayushman Bharat Yojana How to Apply

  • Sbse pahle aapko Sarkar ki website mera.pmjay.gov.in par log in karna hoga.
  • Ab aapko home page par apna mobile number dalna hoga.
  • Ab aapko neeche captcha dikhai dega. Jise bharde.
  • Eske baad generate otp option par jaye.
  • Yahan se aapke phone par ek otp aajayega.
  • Eshe website par dal kar verifiy karle.
  • Ab main home screen par apne rajye ka naam khole.
  • Apne mobile number se search kare.
  • Ab aapka naam Ayushmann Bharat Yojana  ke liye registered hoga to aajayega.
  • Esh tarah se aap Ayushman Bharat Yojana 2024 ka hissa bne.

Ayushman Bharat Yojana 2024 @mera.pmjay.gov.in

Humne aapko upar Ayushmann Bharat Yojana se judi dher sari jankari di. Hum regular aisi hi yahan par new information dete rahte hai. Yadi aapko esh yojana se juda koi bhi sawal puchna ho to humse puch sakte hai. Hmari team ki members aapko turant reply karti rahegi.

Yadi aap sch me gareeb hai or ilaaj karwana chahte hai. To pardesh Sarkar dawara launch ki gai Ayushmann Bharat Yojana ka labh jarur uthaye. Aap Ayushman Bharat Yojana 2024 ki nai jankari ke liye hmare sath jude rahe. Ram–Ram.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *